Roman script

ae zindagi hui kaha bhul

jiski hume mili ye saja

ae zindagi hui kaha bhul

jiski hume mili ye saja

kaha se kaha laai tu hume

humse hai kyon itni khafa, ae zindagi

kaha gaye din wo suhane

kaha khoya pyar humara

kaha udi kya chingaari

jal gaya wo sukh sara

ho apna kahi koi nahi

laake kaha hume mara

ae zindagi hui kaha bhul

jiski hume mili ye saja, ae zindagi

bite jo dil pe humare

jaake kaha kisko sunaye 

chalke jo aankho se dil ke

aasu ye kisko dikhae

ho kon sune dil ka ye gam

dushman hai jag sara

ae zindagi hui kaha bhul

jiski hume mili ye saja, ae zindagi

jaye to hum kaha jaye

sujhe na koi kinara

bhar gaya ji yaha jee ke

chhod de picha humara

ho teri kasam duniya me hum

aayenge na dobaara

ae zindagi hui kaha bhul

jiski hume mili ye saja

kaha se kaha laai tu hume

humse hai kyon itni khafa

ae zindagi hui kaha bhul

Explore this song