Roman script

aye zamin aye aasman itna bata 

itna bata jiske hote lut gayi 

jiske hote lut gayi kaha hai wo

kaha hai wo kaha hai wo kaha 

kaha hai wo kaha hai wo kaha aye zamin aye aasman 

mai aaj rote rote mar jau to tumhe kya ha

duniya ki garjisho me pis jau to tumhe kya ha

rakhte hi char tinke ujda ye aashiyana

rakhte hi char tinke ujda ye aashiya

kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo kaha

aye zamin aye aasman itna bata 

itna bata jiske hote lut gayi 

jiske hote lut gayi kaha hai wo

kaha hai wo kaha hai wo kaha 

kaha hai wo kaha hai wo kaha aye zamin aye aasman

mai kaun hu kaha hu kuch bhi khabar nahi 

hindu hu ya musalma ye bhi khabar nahi 

insan hu aye malik dildar mangti hu

daulat nahi tumse mera pyar mangti hu

ye mandir bhi tera ghar hai ye mandir bhi tera ghar hai

ye masjid bhi tera ghar hai ye girja bhi tera ghar hai

par tu bata kidhar hai tu kidhar hai

tu kidhar hai tu kidhar hai

allah hu akbar allah hu akbar

ash aduallah ilaahi allah 

hari om hari om hari om hari om

Explore this song