Roman script

aye sham ki hawao unse salam kahna

aye sham ki hawao unse salam kahna

itna paygam kahna unse salam kahna

aye sham ki hawao

milte jo aap dil ki ham dasta sunate

kahna ki ek hasrat dil me rah gayi hai

tumse lipat ek rote ro kar tumhe rulaye

aye sham ki hawao

kis din tadapne wale dil ko karar hoga

ek roz dekh lena dunia me hum na honge

tumko meri wafa ka tab etbar hoga

eye sham ki hawao

ek shakh par kahi kab do phul muskuraye

jab sham ko akela ek tara timtimaye

ham the kabhi tumhare hamko yad karna

aye sham ki hawao unse salam kahna

itna paygam kahna unse salam kahna

aye sham ki hawao

Explore this song