Roman script

sanam kuch kehna hai tumse akele me
sanam kuch kehna hai tumse akele me
bhari mehfil mein koi kya karega raaz ki batein
bhari mehfil mein koi kya karega raaz ki batein
sanam kuch kehna hai tumse akele me
sanam kuch kehna hai tumse akele me
tum se hua jab kabhi samna sharamaa gayi hai 
tum se hua jab kabhi samna sharamaa gayi hai 
dekha tumhe aaj phir jo khafa ghabra gayi hai 
mere ankhoon ko aati hai kisi andaz ki batein 
sanam kuch kehna hai tumse akele me
bhari mehfil mein koi kya karega raaz ki batein
sanam kuch kehna hai tumse akele me
shisha hai dil berukhi se na yu todo kisi ka 
shisha hai dil berukhi se na yu todo kisi ka 
dil ki suno thaam lo janeja daman kushi ka 
aaji chedo mohabaat ki haseen aagaj ki batein 
sanam kuch kehna hai tumse akele me
sanam kuch kehna hai tumse akele me
bhari mehfil mein koi kya karega raaz ki batein
bhari mehfil mein koi kya karega raaz ki batein
sanam kuch kehna hai tumse akele me
sanam kuch kehna hai tumse akele me

Song details

Song video

Watch on YouTube