Roman script

maai mahamai man mandir ki devi hai 

aaj aake tum laj bacha lena ri maiya mori 

maai mahamai man mandir ki devi hai 

aaj aake tum laj bacha lena ri maiya mori 

hey ambe maiya ambe shiv ki parvati 

meri maa maiya ambe bacha le sankat se 

tu to hai maa jagdamba jo aake pap hare 

papi ka pap rona mange kshma maiya mori 

maai mahamai man mandir ki devi hai 

aaj aake tum laj bacha lena ri maiya mori 

mata tum se jo koi pal bhar ko dur huye 

paye wo dukh maha kat ke wo is jag me 

maiya fir aa kar tum he maa tum do vardan 

tan man se yukt karega ye maa ki puja seva 

maai mahamai man mandier ki devi hai

aaj aake tum laj bacha lena ri maiya mori 

dukhi ke dukh ko haro ri sukh dayni o 

bhed na wikal hua mai is ka sankat haro 

ye hai dukhiya he maa isko kshma kar do maa

o kali maa durga daya tori re paau main maa

he ambe tujhe prnam kali maa meri sukhdhar

shakti mukti tu hi purankar ishvri hai tera nam 

o maiya o maiya aao tum do dya ka dan ik bar 

aayengi meri maiya he aayengi meri maiya 

ambe jagjanni he shakti he jagjanni

Explore this song