Roman script

ae ri maai re maai re

ae ri maai re maai re

ka se kahu jiya ki baat

piya more nikse chhuda ke mujhse hath

ae ri maai re maai re

ae ri maai re maai re

pehle pahar ka tara jo tuta 

pehle pahar ka tara jo tuta 

pehle pahar ka tara jo tuta bairan ho gayi raat 

bairan ho gayi raat bairan ho gayi raat 

bin badra ke chham chham barse naino se barsat 

ae ri maai re maai re ae ri maai re maai re

dil ka wo milna mil kar bichhadna

dil ka wo milna mil kar bichhadna

do pal ka wo sath do pal ka ha wo sath

do pal ka wo sath jane bhool huyi kano se

ho gayi dil ki maar

ae ri maai re maai re ae ri maai re maai re

ae ri maai re maai re ka se kahu jiya ki baat

piya more nikse chhuda ke mujhse hath

ae ri maai re maai re ae ri maai re maai re

Explore this song