Roman script

ye raat siha raat,ye raat siha raat 
chhupi baat bta de,chhupi baat bta de
wo kiski thi aawaz wo aawaz bta de
wo kiski thi aawaz wo aawaz bta de
ye raat siha raat 
sine me tere bhed bhare baat hai laakho 
laakho baat hai laakho 
itna sa bs itna sa ye raaz bta de 
itna sa bs itna sa itna sa 
yah raaz raaz bta de,ye raat siha raat
rojo ko haa haa rojo ko 
tune itna sa samaa dikhaya
tune samaa ko dikhaya
has has ke pighalne ka bhi andaaz bta de 
ye raat siha raat 
kabhi yaad bhi to kar dile barbaad bhi to kar
bajta hai kabhi tuta hua haal bta de 
bajta hai kabhi tuta hua haal bta de 
wo kiski thi aawaz wo aawaz bta de

Song details

Song video

Watch on YouTube