Roman script

ae meri jan chand sa gora mukhda apka 

ae meri jan chand sa gora mukhda apka 

kahiye to itna bhala hai kiski kismat me likha 

hai mujhe itna yakin ap lekin vo nahi 

jiski me taqdir ho vo haga koi dusara 

mere liye jana kahi dil me koi jagah hai ya nahi kahiye 

mere liye jana kahi dil me koi jagah hai ya nahi kahiye 

aisi bhi kya jaldi bhala sathi

humse abhi milte jara rahiye 

bate to hai hasi aisa na ho kahi mar na dale apka ye fasla 

ae meri jan chand sa gora mukhda apka 

ae meri jan chand sa gora mukhda apka 

kahiye to itna bhala hai kiski kismat me likha 

hai mujhe itna yakin ap lekin vo nahi 

jiski me taqdir ho vo haga koi dusara 

padiye nahi piche mere dil ke 

duniya me hai lakho hasin mujhse 

padiye nahi piche mere dil ke 

duniya me hai lakho hasin mujhse 

mujko magar bhaya nahi koi kehane ko ye jalve kai dekhe 

lagte to ho bhale kafi ho mancahle 

kya karongi mai agar jo ap nikale bewafa 

hai mujhe itna yakin ap lekin vo nahi 

jiski me taqdir ho vo haga koi dusara 

maine to yeh samjha na tha hum dum 

chahat ki hai rahe badi muskil

maine to yeh samjha na tha hum dum 

chahat ki hai rahe badi muskil

chalte chalo age badho dekho 

ek din tumhje mil jayegi manzil

manzil ke pas hu fir bhi udas hu 

kaun jane kab tutega bechani ka silsila 

ae meri jan chand sa gora mukhda apka 

ae meri jan chand sa gora mukhda apka 

kahiye to itna bhala hai kiski kismat me likha 

hai mujhe itna yakin ap lekin vo nahi 

jiski me taqdir ho vo haga koi dusara 

jiski me taqdir ho vo haga koi dusara

Explore this song