Roman script

aye mere dil tu rona nahi tera yaha koi nahi 

aye mere dil  tu rona nahi tera yaha koi nahi 

na koi humdam hai sabhi beraham

na koi humdam hai sabhi beraham

koi kare bhi to kya koi kare bhi to kya

dil dil hi to hai

aye mere dil tu rona nahi tera yaha koi nahi

tu jo mile to jivan mehaka jine ka din aaya

murjhaya sa man ka kamal bhi

jhum utha khil aaya 

ab na ho aarzu na koi zusatzu

ab na ho aarzu na koi zusatzu

koi kare bhi to kya koi kare bhi to kya

din din hi to hai

aye mere dil tu rona nahi tera yaha koi nahi

tanhayi hai khamoshi hai suni suni hi rahe 

zahrili si lagti duniya ghayal meri nigahe 

kaise kya mai kahu kab tak gam ye sahu

kaise kya mai kahu kab tak gam ye sahu

koi kare bhi to kya koi kare bhi to kya 

gam gam hi to hai

aye mere gam gam tu rona nahi 

tera yaha koi nahi 

tumko bhulakar rah sakti hu dil ko kaha le jau 

maut hi mujhko samjhaye ya mai usko samjhau

marne jine ka hai yahi faisla koi kare bhi to kya

jaan jaan hi to hai

aye mere dil tu rona nahi tera yaha koi nahi

aye mere dil tu rona nahi tera yaha koi nahi

na koi humdam hai sabhi beraham

koi kare bhi to kya dil dil hi  to hai

dil dil hi  to hai

Explore this song