Roman script

ae lobi aatma ko ye samjhao 
mere guru ji se pucho tohe gyan batave ji 
guru ji se pucho tohe gyan batave ji 
hira ko taj ke kaun pathar ko seve re ji
pathar ko seve re ji 
par ye tor patharva upar se gila bhitar kora
mere guru ji se pucho tohe gyan batave ji 
gyan batave ji 
hans ko taj ke kaun bagula ko seve re ji 
bagula ko seve re ji 
par ye bagula tan ka ujala re man ka maila
mere guru ji se pucho tohe gyan batave ji 
gyan batave ji 
keshar ko tajke kaun keshu ko severe ji 
par ye khesu ka rang lal mukh hai kala 
mere guru ji se pucho tohe gyan batave ji 
gyan batave ji 
sobha ji ka chela pandit sewayt bole re ji
sewayt bole re ji 
par ye ji mere guru ji ka bol hai sawaya
mere guru ji se pucho tohe gyan batave ji 
gyan batave ji 
ye duniya pani aani jani 
teri jawani jaise hai pani 
na kar nadani pade 
pachhatani na pahchani na jani
tere man ki bani are agyani 
akal bina tu nar abhimani
kya re tune thani ban 
ja dhyani kah gaye 
gyani sant gyani ji 
ho kah gaye gyani sant gyani ji 
ho kah gaye gyani sant gyani ji 
mere guru ji se pucho 
tohe gyan batave ji 
gyan batave ji gyan batave ji

Song details