Roman script

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

har kadam jindagi ek dhokha hai kyu

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

har kadam jindagi ek dhokha hai kyu

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

dur tak ghum rahi dhundh aaye najar

dhundh aise ki gum ho gayi rehgujar

ek dil de diya uljhane is kadar

kitna mushkil raha jindagi ka safar 

jindagi ka safar jindagi ka safar

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

har kadam jindagi ek dhokha hai kyu

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

aise chaah pakadne mein fasaya hi tha

jise apna kaha woh paraya hi tha

tune aankho ko sapne diye kyu bata

maine sapne sajaye meri kya khata

meri kya khata meri kya khata

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

har kadam jindagi ek dhokha hai kyu

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

jindagi ban gayi dard ki dastan

badguma ho gaye ye jamin aasmaan

hai ajab chaar su ghum ki parchhaayiya

tu hi batala ke ab jaau bhi toh kaha

jaau bhi toh kahaan jaau bhi to kaha

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

har kadam jindagi ek dhokha hai kyu

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

mere haathon se kyun dhup ke saaye ghane

behaki raaton na aaya koi thamne

raahpar kyun lage raah mein lutne

dubate waqt sahil raha saamane

sahil raha saamane saahil raha samane

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

har kadam jindagi ek dhokha hai kyu

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

har kadam jindagi ek dhokha hai kyu

ae khuda ye bata, aisa hota hai kyu

Explore this song