Roman script

aye khuda teri marzi ke aage kya hoga hai pata

tu jo chahe waisa sama ho teri raza

tu jo chahe tapti dhoop me aye khuda

khilta hua gulistan hoga

tune banayi rahe tune banayi manzil

hum le chale hai apna karwa

aye khuda teri marzi ke aage kya hoga aye khuda

tehni tehni se dekho toota hai har patta

bikhra hua pada hai aaj ye gulistan

tehni tehni se dekho toota hai har patta

bikhra hua pada hai aaj ye gulistan

jhilmilata yaha muskurata yaha 

tha khushi se kabhi ye aashiya

aye khuda teri marzi ke aage kya hoga hai pata

tu jo chahe waisa sama ho teri raza

tu jo chahe tapti dhoop me aye khuda

khilta hua gulistan hoga

tune banayi rahe tune banayi manzil

hum le chale hai apna karwan

Explore this song