Roman script

aye hawa kuch to bata jane walo ka pata

aye hawa kuch to bata jane walo ka pata

kali ghatao tum chhuke pahado ko

laut aana ha tum laut aana

jungle se jati pagdandio pe

jungle se jati pagdandio pe

dekho to shayad paw pade ho

kohre ki rughiya thandi gufa me

badal pahan ke shayad khade ho

haule se kano me mera kaha kahna

laut aana ha tum laut aana

bujhne laga hai jhilo ka pani

bujhne laga hai jhilo ka pani

ghulne laga hai sham ka suna

kaha se thamu rat ki chadar

kaha se paku dhup ka kona

jayiyo par sunke mera kaha kahna

laut aana ha tum laut aana

aye hawa kuch to bata jane walo ka pata

kali ghatao tum chhuke pahado ko

laut aana ha tum laut aana

Explore this song