Roman script

ae hasino naznino ae hasino 

naznino mai aa gaya hu lo dil sambhalo 

banke badal aasma pe banke badal 

aasma pe mai chha gaya hu

lo dil sambhalo ae hasino naznino 

gulshan gulshan mehfil mehfil mere 

charche aam hai charche aam hai  

shayar aashiq diwana ye sare mere naam hai mere naam hai 

aapne bat ye aazmai nahi unko phir rat bhar nind aayi nahi

jinko apni ek gajal mai jinko apni ek gajal mai suna gaya hu

lo dil sambhalo ae hasino naznino 

phir mai aana chahu to hargij na aane dijiye na aane dijiye

ab mai jana chahu to mujhko na jane dijiye na jane dijiye

kyoki zoharajabino ka dil todke 

jab gaya hu mai mehfil koi chodke

sabke dil me yaad apni hae sabke 

dil me yaad apni basa gaya hu

lo dil sambhalo ae hasino naznino 

dekho dekho bato bato me afsana 

ban gaya afsana ban gaya

in zulfo ka in aankho ka mai 

diwana ban gaya diwana ban gaya

aise daman chhudane se kya fayada 

ab nigahe churane se kya fayada

banke kajal mai nazar me banke 

kajal mai nazar me sama gaya hu

lo dil sambhalo ae hasino naznino

Explore this song