Roman script

ae hazrat ye hai pehli adaa

allah kasam bas pehli adaa

abhi se huye jaate ho fida aa aa

ae hazrat ye hai pehli adaa

allah kasam bas pehli adaa

abhi se huye jaate ho fida aa aa

ae hazrat ye hai pehli adaa

raaz e dil nazar se hai chhalka sa

ye to hai ishara ik halka sa

raaz e dil nazar se hai chhalka sa

ye to hai ishara ik halka sa

abhi se jo hua mastana deewana

to uska nigehban khuda

ae hazrat ye hai pehli adaa

allah kasam bas pehli adaa

abhi se huye jaate ho fida aa aa

ae hazrat ye hai pehli adaa

kab dekhin adayen tum ne sari

sholay ne udai ik chingari

kab dekhin adayen tum ne sari

sholay ne udai ik chingari

agar sachmuch kahin dola ye shola

to dega mehfil ko jalaa aa aa

ae hazrat ye hai pehli adaa

allah kasam bas pehli adaa

abhi se huye jaate ho fida aa aa

ae hazrat ye hai pehli adaa

Explore this song