Roman script

aye dil, pagal mere dil 
tujhko pata hai, ye ishq kya hai 
manjil, dhadkan ki manjil 
gumsum sada hai, rab ki dua hai
bada jaalim, iska junun 
nahi milta isme sukun
aye dil, pagal mere dil 
tujhko pata hai, ye ishq kya hai
koi khwabo me aake
meri jawan tanhayi ko mahka gaya
pyase armaa jagake 
jajbat ke ahsas ko bahka gaya
shikayat hai, shikwa bhi hai
yakin hai to, dhokha bhi hai
bada jaalim, iska junun 
nahi milta isme sukun
aye dil, pagal mere dil 
tujhko pata hai, ye ishq kya hai
aalam, kitna hasi tha 
bole bina har baat ke izhar ka
khushi hai to, ranjish bhi hai
milan hai to, bandish bhi hai
bada jaalim, iska junun 
nahi milta isme sukun
aye dil, pagal mere dil 
tujhko pata hai, ye ishq kya hai
manjil, dhadkan ki manjil 
gumsum sada hai, rab ki dua hai
ae dil

Song details

Song video

Watch on YouTube