Roman script

ai dil itna bata de kya yahi pyar hai, pyar hai, pyar hai
divane mujhe sirf itna bata de
divane mujhe sirf itna bata de
mujhe kyu kahi chain aata nahi
mujhe kyu kahi chain aata nahi
ai dil itna bata de kya yahi pyar hai, pyar hai, pyar hai
aata hai koi khayalo me aksar magar usko dekha nahi hai
kabhi samne jo aaye mere to kahunga kya socha nahi hai 
log kahne lage ha divana hu mai 
jo padha jaaye na vo fasana hu mai 
ai dil itna bata de kya yahi pyar hai, pyar hai, pyar hai
ye aashiqi bhi samjhe na koi divani pagal badi hai 
kate akele katti nahi hai betab kaisi ghadi hai 
pahle mujhko kabhi aisa hota na tha 
koi yaado ko mere sanjota na tha 
ai dil itna bata de kya yahi pyar hai, pyar hai, pyar hai
divane mujhe sirf itna bata de
mujhe kyu kahi chain aata nahi 
mujhe kyu kahi chain aata nahi 
lyrics typed by: neha gupta

Song details

Song video

Watch on YouTube