Roman script

ae chaman bata kyu hansta hai

ae chaman bata kyu hansta hai

kaliya murjhaane waali hai

bewafa bahaare aai hai

bewafa bahaare aai hai

aur ye bhi jaane waali hai

kuch mast hawayein bhi laai

aanchal me bhar ke raag naye

kuch mast hawayein bhi laai

aanchal me bhar ke raag naye

lekin chhu kar dil se boli

lekin chhu kar dil se boli

hum soz sunane waale hai

is lute hue pagal dil ka

tha maan bacha kuch aankho me

is lute hue pagal dil ka

tha maan bacha kuch aankho me

o duniywaale haso haso

o duniywaale haso haso

ye ashk lutaane waale hai

tufaan na aa tu manjil se

ruswa hoga sharmida bhi

tufaan na aa tu manjil se

ruswa hoga sharmida bhi

hum mast diwaano ki raahe

hum mast diwaano ki raahe

ab khaak udaane waali hai

Explore this song