Roman script

ae bahoro haal apna kya sunaye hum 

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum 

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum

dil dhadkata hai jayada nind aaye kam 

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum 

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum

dekhti hai ghur ke ye dunia sari kis liye 

kuch badalne si lagi surat hamari kis liye 

dekhti hai ghur ke ye dunia sari kis liye 

kuch badal ne si lagi surat hamari kis liye 

raat din rahne lagi ye bekarari 

kis liye ke baithe baithe lag gaya 

hum ko na jane kon sa ye gam

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum

aaj hotho pe anokhi si kahani aa gayi

hum nahi samjhe the ye to rut 

suhani aa gayi aaj hotho pe anokhi si 

kahani aa gayi hum nahi samjhe the 

ye to rut suhani aa gayi log kahte hai 

nayi rani jawani aa gayi ke chalte chalte 

paav me payal nahi par hoti hai chham chham 

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum

ae bahoro haal apna kya sunaye hum 

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum 

na jane kya karega ye mosam 

sharam ke mare to mar gaye hum

Explore this song