Roman script

ho, haa haa

aaa, haha ha

ae bach gaye, haan bach gaye

ham dono fanste fanste

ham bhi chale aur tum bhi chalo 

ab apne apne raste

tera mera chacha zindabaad

tera mera chacha zindabaad

bach gaye, haan bach gaye

ham dono fanste fanste

ham bhi chale aur tum bhi chalo 

ab apne apne raste

tera mera chacha zindabaad

tera mera chacha zindabaad

haa bach gaye

main gawalan prem nagar ki

preet hai meri pooja

main gawalan prem nagar ki

preet hai meri pooja

main nahin hoon tera kanhaiya

dhoondh le koyi dooja

dhoondh le koyi dooja

arre tarbooja kharbooja, jiski karti rahna pooja

teri jaisi to hamko nahin chaal se 

teri jaisi to sanu nayon chalti

bach gaye, haan bach gaye

ham dono fanste fanste

ham bhi chale aur tum bhi 

chalo ab apne apne raste

tera mera chacha zindabaad

tera mera chacha zindabaad

he bach gaye

mera raag yaman kalyan

aur meri videshi taan taan taan

mera raag yaman kalyan

o dar taani tade de de taana derena

o dar taani tade de de taana derena

dir dir taani dir taani ta derena

dir dir taani dir taani ta derena

o dar taani ta da pa o dar taani

ae ri pa pa pa hiba

o hoba baba hoba

ri pa pa pa hiba

o hoba baba hoba

chocolate main khata hoon

aur tu khaati hai paan

fans jaati jo kahin supaari

nikal hi jaati jaan

jo na kata apna patta

kahan se laata choona katta

baitha rahta tod ke apna mattha

choona patta

chalo choote bhi is janjaal se

chalo choote bhi is janjaal se

he bach gaye, haan bach gaye

ham dono fanste fanste

ham bhi chale aur tum bhi chalo 

ab apne apne raste

tera mera chacha zindabaad

tera mera chacha zindabaad

he bach gaye

aa gaya ji ab do rasta ghadi bichadne ki aayi

aa gaya ji ab do rasta ghadi bichadne ki aayi

tum udhar khush ham idhar khush

acha ji acha good bye

wish me good luck

ram bhali kare

thank you very much

teri bhi jholi bhare

kabhi hamaare ghar bhi aana

saath me apne unko laana

apne bacchon ko bhi laana

chaay waay peekar jaana

soda hai lemon hai daal hai chuda hai

poori hai bhaaji hai garma garam bhajiya hai

badhiya khaale karaari gazak

raama badhiya khaale karaari

bas bas

apne bacchon ko bhi laana

chaay waay peekar jaana

kabhi hafte maheene yaa saal se

kabhi hafte maheene yaa saal se

he bach gaye, haan bach gaye

ham dono fanste fanste

ham bhi chale aur tum bhi chalo 

ab apne apne raste

tera mera chacha zindabaad

tera mera chacha zindabaad

ha bach gaye

ho haa haa haa ho

Explore this song