Roman script

ae baadshah hai ali 

ae baadshah hai ali 

ae do jahan ke maalik

ae do jahan ke maalik

ae baadshah hai ali 

ae baadshah hai ali 

kahta hai ek swwali 

jholi badha ke khali 

kahta hai ek swwali 

jholi badha ke khali 

mushkil khusaay aalam 

mushkil mein kaam aana 

bigadi banane wale 

bigadi banane wale 

bigadi meri banana 

bigadi meri banana 

ae baadshah hai ali 

ae baadshah hai ali 

sun meri shikayat 

choti si ek shikayat 

sun meri shikayat 

choti si ek shikayat 

hai kaisi ye qyaamat

mujh par nahi inaayat 

kya meri jindagi hai 

ye kaisi bandagi hai 

kya meri jindagi hai 

ye kaisi bandagi hai 

majboor benava ho 

ik dard laajawaan ho 

main gham bhari sada hun 

manzil se main juda hun 

na kaame aarzoo ko

apkani aap karte 

zarre ko raushani de 

zarre ko raushani de 

aur aap kya gujarte 

aur aap kya gujarte 

ae baadshah hai ali 

ae baadshah hai ali 

ae do jahan ke maalik

ae do jahan ke maalik

ae baadshah hai ali 

ae baadshah hai ali

Explore this song