Roman script

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale 

aadam ko di maafi shaitan ko saaja di

takhte se daar ke bhi isha ki jaan bacha di

aadam ko di maafi shaitan ko saaja di

takhte se daar ke bhi isha ki jaan bacha di

har chiz pe tu kabil mukhtaar do jaha hai 

is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale 

jisne tujhe pukara usko amaan bakshi 

machli ke pet me bhi ho uski jaan bakshi

jisne tujhe pukara usko amaan bakshi 

machli ke pet me bhi ho uski jaan bakshi

har haal me tu apne bando pe mehrban hai

is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale 

ayubb ko shifa di tujhko taras jo aaya

yusuf ko ek pal me yaadub se milaya

ayubb ko shifa di tujhko taras jo aaya

yusuf ko ek pal me yaadub se milaya

mushkil me aaj tere bando ka karwa hai 

is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale 

tufaan se tune ya rab jab nuh ko bachaya

tere siva hamara ab kaun hai khudaya 

tufaan se tune ya rab jab nuh ko bachaya

tere siva hamara ab kaun hai khudaya

humko bhi paar karde ye waqt imtaha hai 

is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai

aye asmaan wale is waqt tu kaha hai

ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai

aye asman wale aye asman wale aye asman wale

Explore this song