Roman script

adalat chhod  gaya insaan mandir chhod  gaya bhagwan

muljim bana diya duniya ne ek masum insan

insaf pareshan bhagwan bhi hairan

insaf pareshan bhagwan bhi hairan

kan to hai kanun ke lekin sun na sake sachchai 

aankh to insaff ki lekin deti nahi hai dikhai

dhunde mile na kabhi kisi ko mange aisi gawahi

adalat chhod  gaya insafn mandir chhod  gaya bhagwan

muljim bana diya duniya ne ek masum insan

insaf pareshan bhagwan bhi hairan

tum barbad na hone dena apno ki zindgani

sacha hai ye pyar tumhara gam ki bane na kahani

takra jana katil se vo kar na sake manmani

adalat chhod  gaya insafn mandir chhod  gaya bhagwan

muljim bana diya duniya ne ek masum insan

insaf pareshan bhagwan bhi hairan

kurbani ka phal na mile maksad chhod  na dena 

tum insaani farz nibhana rasta mod na dena

karne ko insaff ki raksha jhuth se badla lena

adalat chhod  gaya insafn mandir chhod  gaya bhagwan

muljim bana diya duniya ne ek masum insan

insaf pareshan bhagwan bhi hairan

chacha tera dur chala par tujh pe duva barsaye

farz hai tera sach ki taraf hi tu har kadam badhaye

pati ka bandhan bhai ki chahat lakh tujhe uljhaye

adalat chhod  gaya insafn mandir chhod  gaya bhagwan

muljim bana diya duniya ne ek masum insan

insaf pareshan bhagwan bhi hairan

insaf pareshan bhagwan bhi hairan

Explore this song