Roman script

ada se jhumte hue dilo ko chumte 

hue ye kaun ye kaun muskura diya

ye kaun muskura diya ada se jhumte hue dilo ko chumte hue

ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya

hai aaj jindagi jawa basa hai pyar ka jaha

hai aaj jindagi jawa basa hai pyar ka jaha

najar ne dil ke saj par najar ne dil ke saj par

ye kaisa geet ga diya ada se jhumte hue dilo ko chumte hue

ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya

jo ishq bekarar hai to husn par nikhar hai

jo ishq bekarar hai to husn par nikhar hai

baras rahi hai chandani baras rahi hai chandani

wo chand gunguna diya ada se jhumte hue dilo ko chumte hue

ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya

najare mast ho chuke hum apne dil ko kho chuke

najare mast ho chuke hum apne dil ko kho chuke

na jane kisne ye na jane kisne ye

nakabe rukh utha diya ada se jhumte hue dilo ko chumte hue

ye kaun ye kaun muskura diya ye kaun muskura diya

Explore this song