Roman script

ada aay haay ada, hosh udaye ada, kar de deewana

ada jaanlewa ada, katilaana ada, maar daale na

aawara yaha dil, kitne huye lapata

ada aay haay ada, hosh udaye ada, kar de deewana

ada jaanlewa ada, katilana ada, maar daale na

aawara yaha dil, kitne huye lapata

aarzoo kahe tere hotho ko choom lu

teri baaho mein jhoom lu, aa pass aa

zulfo se sanam, teri khushbu churalu main

nigaho mein chupa lu main, na dur ja

jaaneja tujhe dekhte hi, hua main fida

ada aay haay ada, hosh udaye ada, kar de deewana

ada jaanlewa ada, katilaana ada, maar daale na

aawara yaha dil, kitne huye lapata

bekarar hu, mujhe thoda karaar de

bhale jhutha hi pyar de, najre mila

mauka yeh hasi, mile na kal mile yaha

gale lag ja meri jaan, yu na sata

ashiq hu aashiqui ka mujhe lene de maza

ada aay haay ada, hosh udaye ada, kar de deewana

ada jaanlewa ada, katilaana ada, maar daale na

aawara yaha dil, kitne huye lapata

Explore this song