Roman script

acha hi hua dil tut gaya

acha hi hua dil tut gaya

acha hi kiya jo tune kiya

lunga na kabhi ab naam-e-wafa

acha hi hua dil tut gaya

acha hi kiya jo tune kiya

lunga na kabhi ab naam-e-wafa

acha hi hua dil tut gaya

tha jinka rup nigaho me

wo hai gairo ki baho me

tha jinka rup nigaho me

wo hai gairo ki baho me

kis baat ka badla mujhse liya

haye mujhse liya

acha hi hua dil tut gaya

acha hi kiya jo tune kiya

lunga na kabhi ab naam-e-wafa

acha hi hua dil tut gaya

nakli the phul mohabbat ke

jhuthe the wade ulfat ke

nakli the phul mohabbat ke

jhuthe the wade ulfat ke

har bandhan se mai chut gaya 

haye chut gaya

acha hi hua dil tut gaya

acha hi kiya jo tune kiya

lunga na kabhi ab naam-e-wafa

acha hi hua dil tut gaya

dil me to socha kya kya tha

tera pyar to ret ka dariya tha

dil me to socha kya kya tha

tera pyar to ret ka dariya tha

na tair saka na dub saka

na dub saka

acha hi hua dil tut gaya

acha hi kiya jo tune kiya

lunga na kabhi ab naam-e-wafa

acha hi hua dil tut gaya

acha hi kiya jo tune kiya

lunga na kabhi ab naam-e-wafa

acha hi hua dil tut gaya

Explore this song