Roman script

abhi kya sunoge suna to hasoge

ki hai geet adhura, tarana adhura

ki hai geet adhura, tarana adhura

jo tum chup rahoge jo kuch na kahoge

rahega sada ye fasana adhura

ki hai geet adhura, tarana adhura

jamane se jo maine sikha 

nahi kuch bhi wo mere kaam ka

sikha do jo tum meet mere 

mujhe nagma ek apne naam ka

saje subhah, chehra khile sham ka

abhi kya sunoge suna to hasoge

ki hai geet adhura, tarana adhura

ki hai geet adhura, tarana adhura

karib aake bhi dur rahna

tumhi jaano hai isme raz ka

jo kuch hai to hai naj gum par

karu dil par mai apne naz kya

sada meri kya hai mera saj kya

abhi kya sunoge suna to hasoge

ki hai geet adhura, tarana adhura

ki hai geet adhura, tarana adhura

kisi ka no ho jis pe saya

mujhe aise din aisi rat do

mai manjil to khud dhundh lungi

mere hatho me apna hath do

kadam do kadam tum mera sath do

abhi kya sunoge suna to hasoge

ki hai geet adhura, tarana adhura

ki hai geet adhura, tarana adhura

Explore this song