Roman script

abhi abhi yahi tha abhi dil gaya kaha re 

kab kese ghum gaya

dhundhu mai to yaha waha re

la la la la 

abhi abhi yahi tha abhi dil gaya kaha re 

kab kese ghum gaya

dhundhu mai to yaha waha re

la la la la 

thodi thodi mujhe hai khabar 

kisne churaya mera dil

dil ke bina to haaye jeena lage bada muskil

thodi thodi mujhe hai khabar 

kisne churaya mera dil

dil ke bina to haaye jeena lage bada muskil

galliyo baharoo galliyo baharoo

gaav saharoo se puucha hai

baago bageeche baago bageeche

kheto lahro se puuucha hain

mene dekha sara jahan re

abhi abhi yahi tha abhi dil gaya kaha re 

la la la la

abhi abhi yahi tha abhi dil gaya kaha re 

kab kese ghum gaya

dhundhu mai to yaha waha re

la la la la 

kr lungi us se mai pyar

mere dil ka chor to mile 

chain ek pal ko nahi

bekrari badti chle

kr lungi us se mai pyar

mere dil ka chor to mile 

chain ek pal ko nahi

bekrari badti chle

mehki hawaye 

mehki hawaye or sama bhi suhana hai

behke nazare behke nazare

yeh rut bhi aashiqa hai

aise mai wo aaye yaha re

abhi abhi yahi tha abhi dil gaya kaha re 

la la la la

abhi abhi yahi tha abhi dil gaya kaha re 

kab kese ghum gaya

dhundhu mai to yaha waha re

la la la la

Explore this song