Roman script

jal gayi pighal gayi, bewajah machal gayi

tan ko mere chhu gaya jo paani

jal gayi pighal gayi, bewajah machal gayi

tan ko mere chhu gaya jo paani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

jal gayi pighal gayi, bewajah machal gayi

tan ko mere chhu gaya jo paani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

pyaas koi hamesa jalaye sataye

sokh chanchal hawa chhed jaaye

pyaas koi hamesa jalaye sataye

sokh chanchal hawa chhed jaaye

mujhko to hosh nahi, mera to dosh nahi

main to begaani haan

kaise main badal gayi

sokhiyon mein dhal gayi

ang ang mein nayi rawaani

kaise main badal gayi

sokhiyon mein dhal gayi

ang ang mein nayi rawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

bekraari jawa hain, nasha hain suhaana

mere bas mein nahi dil deewana

bekraari jawa hain, nasha hain suhaana

mere bas mein nahi dil deewana

masti mein chur hui, bachpan se dur hui

main to anjaani haay

fars pe phisal gayi

gir ke phir sambhal gayi

bekhudi mein khoyi zindagani

fars pe phisal gayi

gir ke phir sambhal gayi

bekhudi mein khoyi zindagani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

jal gayi pighal gayi, bewajah machal gayi

tan ko mere chhu gaya jo paani

jal gayi pighal gayi, bewajah machal gayi

tan ko mere chhu gaya jo paani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

abhi abhi aayi jawaani

Explore this song