Roman script

abke saawan me ji kare

rimjhim tan pe paani gire

man me lage aag si

abake saawan me ji kare

rimjhim tan pe paani gire

man me lage aag si ho

aisa mausam pahale kabhi bhi aaya nahi

aisa baadal ambar pe sajna chhaya nahi

aisa mausam pahale kabhi bhi aaya nahi

aisa baadal ambar pe sajna chhaya nahi

ho ye suhaanaa samaa prem ki khoj me mauj me

ho o o paagal premi banke phire

rimjhim tan pe paani gire

man me lage aag si

aa tujhko aankho me basaa lun is raat me

kajraa gajraa bah jaayegaa ri barsaat me

aa tujhko aankho me basaa lun is raat me

kajraa gajraa bah jaayegaa ri barsaat me

ho hosh se kaam lo raam kaa naam lo thaam lo

ho o o jaane bairan rut kyaa kare

rimjhim tan pe paani gire

man me lage aag si

abke saawan me ji kare

rimjhim tan pe paani gire

man me lage aag si

man me lage aag si

man me lage aag si

Explore this song