Roman script

bada ehshan malik ka kardi meharbani
ujalo ki dua mangi andhere de diye mujhko
ab ye andhere  ab ye andhere sathi hai mere
ashko ke hai kafile manzil mile na mile
ab ye andhere sathi hai mere
ashko ke hai kafile manzil mile na mile
ab ye andhere
na jane dur kab tak ye andhera ho
bhatakti zindagi me kab savera ho
wo aur honge jinke dilo me
jine ke hai hausle ab ye andhere 
ab ye andhere sathi hai mere
ashko ke hai kafile manzil mile na mile
ab ye andhere

Song details

Song video

Watch on YouTube