Roman script

ab tut chuke hai sabhi sahare 
baat rahi na bas me tere
tut chuke hai sabhi sahare 
baat rahi na bas me tere
ek ek aansu aaj pukare 
chal re sathi unke daware  
tut chuke hai 
aane lage takdir pe yu gam 
mit gayi khushiya aankh huyi nam
aane lage takdir pe yu gam 
mit gayi khushiya aankh huyi nam
kisse kahe ye dard ka aalam
kisse kahe ye dard ka aalam
shikva yahi hai dil me tere 
milega janam tujhe maut se pyare 
chal re sathi unke daware 
tut chuke hai
ranjho gam se darna kaisa
maut se pehle marna kaisa
ranjho gam se darna kaisa
maut se pehle marna kaisa
mayusi se haar na mano 
mayusi se haar na mano
malik ki mahima pehchano
sab malik ke hath hai pyare
chal re sathi unke daware 
tut chuke hai sabhi sahare 
baat rahi na bas me tere
ek ek aansu aaj pukare 
chal re sathi unke daware  
tut chuke hai

Song details