Roman script

ab to uth sakta nahi

aankho se bare intzar

kis tarah kaate koi

naino na haare intzar

unki ulfat ka yaki ho

unke aane ki ummid

ho ye dono surate

tab hai bahare intzar

meri aahe na rasha

meri duaye na kabul

ya ilahi kya karu mai

sharma share intzar

unke khat ki aarzu hai

unke aamad ka khyal

kis kadar faila hua hai

karobare intzar

Explore this song