Roman script

sita ke shri ram se kahna

musakh ilham se kahna

isha ke paygam se kahna

nanak ke satnam se kahna

are bhai kya kahna

dil me arman hai dil me 

ha dil me arman hai

dil me arman arman arman

dil me arman arman arman

ha dil me arman hai

unke didar ka ab to jalwa dikha do

ha ab to jalwa dikha do

ab to jalwa jalwa jalwa 

ha ab to jalwa dikha do hame yar ka

dil me arman arman arman

ha dil me arman hai

dil ye lagta nahi dilruba ke bina

ho salatnat dil ki suni hai sha ke bina

salatnat dil ki suni hai suni hai suni

ho salatnat dil ki suni hai sha ke bina

chand suraj sitaro me dhunda use

hamne galiyo ke dharo me dhunda use

gulshita ke najaro me dhunda use

hamne rangin baharo me dhunda use

ab to jalwa dhikha do ha ab to jalwa dihka do

ab to jalwa jalwa ab to ab to jalwa dhikha do

ha ab to jalwa dihka do hame yar ka

dil me arman arman arman ha dil me arman hai

ho kyu kiya tha suru ishk ka silsila

ab siwa tere kisse kare hum gila

o hamko tadpake ya rabb kya mila

kuch to de pyar ka tu hame bhi sila

unko jaldi bula unse jaldi mila jaldi jaldi bula 

jaldi jaldi bula mila jaldi bula jaldi mila 

sata ab hargij nahi unko jaldi bula unko jaldi bula 

unse jaldi mila sata ab hargij nahi

unko jaldi bula unko jaldi bula unse jaldi mila

ho wo kahi mai kahi dil ye lagta nahi

ab to  had ho chuki hai mere humnashi

wo na aya agar aaj pardanashi

apna sar fodkar mai marunga yahi

mai marunga yahi aye mere hamnashi

aye mere hamnashi mai marunga yahi 

teri aah se jaha hil gaya

ye jami hil gayi aasma hil gaya

mere aashik tera diruba aa gaya

o mere aashik tera dilruba aa gaya

o mere aashik tera dilruba dilruba 

dilruba aa gaya aa gaya

aasman se utar kar khuda aa gaya

dil me arman tha dil me ha

unke didar ka dil me arman tha 

dil me ha

Explore this song