Roman script

ab to jagna hi hoga, bahno hamko mil ke 

ab to jagna hi hoga, bahno hamko mil ke 

hamko mil ke sathino, sabko mil ke 

hamko mil ke sathino, sabko mil ke 

aage badhna hi hoga, bahno sabko mil ke 

aage badhna hi hoga, bahno sabko mil ke 

dub mare wo laaj lutere, naari sar kyun jhukaye 

dub mare wo laaj lutere, naari sar kyun jhukaye 

wo kaanun banaye jo, bahno ko nyaay dilaye ho 

wo kaanun banaye jo, bahno ko nyaay dilaye

ab to jagna hi hoga, bahno hamko mil ke 

ab to jagna hi hoga, bahno hamko mil ke 

der bhale andher nahi hain, ek din nyay milega 

der bhale andher nahi hain, ek din nyay milega 

ghor julm ki raat dhalegi, sach ka sury ugega 

ghor julm ki raat dhalegi, sach ka sury ugega 

ab to jagna hi hoga, bahno hamko mil ke 

ab to jagna hi hoga, bahno hamko mil ke 

hamko mil ke sathino, sabko mil ke 

hamko mil ke sathino, sabko mil ke 

aage badhna hi hoga, bahno sabko mil ke 

ab to jagna hi hoga, bahno hamko mil ke 

aage badhna hi hoga, bahno sabko mil ke

Explore this song