Roman script

bana sakte ho jab duniya hai kya mushkil bana dena

meri ek bat chhoti si mere bhagvan bana dena

ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam

ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam

lakh jatan kar ke bhi jag ke aa na saka mai kam

ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam

ho gaya suna ghar ka aangan tadap raha hai bhola bachpan

miane apna dharam nibhaya phir bhi ye parinam

paanv pada hu shyam ab to bata de avgun mere 

paanv pada hu shyam

man to daya se tera bhara hai patthar ka to rup dhara hai

tujhse dayalu hai agar koi tuhi bata vo naam

paanv pada hu shyam ab to bata de avgun mere 

paanv pada hu shyam ab to bata de avgun mere 

paanv pada hu shyam

ab to bata de shyam ab to bata de shyam

ab to bata de shyam ab to bata de shyam

Explore this song