Roman script

ab to aankh lad chuki bat badh chuki

ab to aankh lad chuki bat badh chuki

ab to pas aayiye aa bhi jayiye

ab to aankh lad chuki bat badh chuki

ab to pas aayiye aa bhi jayiye

dekha hai jabse tumhe ho tumhe tab se ye dil de diya

dekha hai jabse tumhe ho tumhe tab se ye dil de diya

dekho tumhare liye ho maine ilzam kya kya liya

maine ilzam kya kya liya yun hi gaya pyar kya kare bataiye

ab to pas aayiye aa bhi jayiye

ab to aankh lad chuki bat badh chuki

ab to pas aayiye aa bhi jayiye

dunia to jane gayi aji ab darne se kya fayda

dunia to jane gayi aji ab darne se kya fayda

khulke milao najar ke jo bhi hona tha wo ho chuka

ke jo bhi hona tha wo ho chuka

rah ke dur dur yu na ji jalayiye

ab to pas aayiye aa bhi jayiye

ab to aankh lad chuki bat badh chuki

ab to pas aayiye aa bhi jayiye

badnam karke mujhe ho mujhe thukra ke jana nahi

badnam karke mujhe ho mujhe thukra ke jana nahi

ab to tumhare bina ho mera koi thikana nahi

koi thikana nahi

chal diye kaha thahar to jayiye

ab to pas aayiye aa bhi jayiye

ab to aankh lad chuki bat badh chuki

ab to pas aayiye aa bhi jayiye

Explore this song