Roman script

ab to aisa lagta hai

tum is jivan me nahi milogi

tumhe dhundne fir se dobara

naya janam lunga

naya janam lunga

ab to aisa lagta hai

tum is jivan me nahi milogi

tumhe dhundne fir se dobara

naya janam lunga

naya janam lunga

charo taraf andhiyara sujhe na koi kinara

jab se chhuta sahara firta hu mara mara

firta hu mara mara, mara mara

ab to aisa lagta hai

tum is jivan me nahi milogi

tumhe dhundne fir se dobara

naya janam lunga

ha naya janam lunga

kitni baar pukara dikhe na mera sitara

bhatke man bechara dundh thaka jag sara

dundh thaka jag sara sara, sara sara

ab to aisa lagta hai

tum is jivan me nahi milogi

tumhe dhundne fir se dobara

naya janam lunga

ha naya janam lunga

Explore this song