Roman script

ab tak na aaye sawariya jane kya baat hui 
din dooba raat hui din dooba raat hui

kab se baethi hoo aas lagaye unki raho me naine bichaye 

pal bhar bhi mujhko chain na aaye
ab tak na aaye sawariya jane kya baat hui 
din dooba raat hui din dooba raat hui
chipne lage hai taare gagn ke koi na jane dukh mere man ke 

sona chahu need na aaye
ab tak na aaye sawariya jane kya baat hui 
din dooba raat hui din dooba raat hui
ek ek pal yug yug sa lage tute sab dheeraj ke dhaage

dil ki uljhan badti jaaye
ab tak na aaye sawariya jane kya baat hui 
din dooba raat hui din dooba raat hui
ab tak na aaye sawariya jane kya baat hui 
din dooba raat hui din dooba raat hui
ab tak na aaye sawariya jane kya baat hui 
din dooba raat hui din dooba raat hui

Song details

Song video

Watch on YouTube