Roman script

ab se pahle to ye dil ki halat na thi

ab se pahle to ye dil ki halat na thi

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

zindagi dusaro ki amanat na thi

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

ab se pahle to ye dil ki halat na thi

ab se pahle to ye dil ki halat na thi

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

koi dekhe hume, koi chahe hume, aur sarahe hume

koi dekhe hume, koi chahe hume, aur sarahe hume

ye tamanna ye khwahish ye hasrat na thi

ye tamanna ye khwahish ye hasrat na thi

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

ab se pahle, pahle

ab se pahle to ye dil ki halat na thi

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

apne adaaz par naaz karte the hum humko apni kasam

pne adaaz par naaz karte the hum humko apni kasam

gair se baat karne ki fursat na thi

gair se baat karne ki fursat na thi

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

ab se pahle, pahle

ab se pahle to ye dil ki halat na thi

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya

Explore this song