Roman script

chaand ki aankhen bhaari si hai

raat andheri haari si hai

chaand ki aankhen bhaari si hai

raat andheri haari si hai

maan bhi jaa thahar zara savera koi door hai kya

bas ab raat guzarne waali hai

ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai

bas ab raat guzarne waali hai

dard dard andhera zakhm si chandni

dhul jaayegi dhoop mein  sard haathon ka ghera

shahar ki berukhi kho jaayegi…goonj mein

parindo ki aazaney, gun-gunati rahh bhi,

kheti hai aakey chum ke,bass

ab raat guzarney wali hai,bass raat guzarney wali hai

meri sunno too aankhen mundo,

kudh mein hi dudhon naya ek nazariya

khoof mein tumney chupa rakha hai

apney bhetar noor ka dariya

bahne  do usey dho dega,deewar jo mann ki kaali hai

ab raat guzarney wali hai ab raat guzarney wali hai

ab raat guzarney wali hai bass raat guzarney wali hai

Explore this song