Roman script

dekho tum na rutho zara dil na todo yu hamara 

bin tumhare jina hai nahi mujhe gawara

aankho me hai gussa dil me pyar ka ishara

jane bhi do bat ko bhadao na o yara

ab nahi to kab arey ab nahi to kab

ab nahi to kab arey ab nahi to kab tum meri jaa le lo aaha

ab nahi to kab, ab nahi to kab arey tum mera dil le lo

kabhi aur baby ab nahi to kab arey ab nahi to kab

jaoge jaha tum jaoge vapas pas mere tum aaoge

arey jaldi se ha kah do arey bhul ja 

ab nahi to kab arey ab nahi to kab

mai jo ruthi sochu phir kya hoga tumhara

ho jaoge majnu diwane aawara

dhundte phiroge hoga mera na nazara

love me love me dekho na aur never

ab nahi to kab arey ab nahi to kab

ek din gussa ek din pyar hai ye mohabbat o mere yaar

ek din gussa ek din pyar hai ye mohabbat o mere yaar

milega kya waha waha waha 

diwane hai yaha yaha yaha yaha

tu jata hai kaha kaha kaha kaha ruk ja sanam

thodi si chahat do get lost ab nahi to kab arey arey arey 

arey ab nahi to kab tum meri jaa le lo no ve

ab nahi to kab, ab nahi to kab

mana thi khata meri ok baba sorry 

ruthe rahne me na bit jaye umar sari

love is fall the people who are very lucky

so dont waste time being so khafa khafa

ab nahi to kab arey arey arey arey ab nahi to kab

mera dibar hai sona sona pake tujhko na khona khona

mera dibar hai sona sona pake tujhko na khona khona

nigahe to mila mila mila mila ye duri to mita mita mita mita

mujhe na yu sata sata sata sata tujhko kasam

zulfo se khelo na arey ja na ab nahi to kab

arey ab nahi to arey comeon jaoge jaha tum jaoge vapas

pas mere tum aaoge tum meri jaa le lo aaha

ab nahi to kab arey ab nahi to kab get lost

ab nahi to kab no chance ab nahi to kab arey ja na

ab nahi to kab

Explore this song