Roman script

ab na been baja ab na been baja 

ab na been baja snehi 

tut gaye arman pyar ke

tut gaye arman pyar ke

geet na ga tu bahar ke

geet na ga tu bahar ke

apne man ki pukar panchhi

apne man ki pukar panchhi

hamko ab na suna

ab na been baja ab na been baja

kaisi kismat ki nithurai

kaisi kismat ki nithurai

deepak apna jyot parayi

deepak apna jyot parayi

is jalne se is jalne se bujhna acha

dil ko apne bujha ab na been baja 

ab na been baja  ab na been baja snehi 

tut gaye arman pyar ke geet na ga tu bahar ke

apne man ki pukar panchhi hamko ab na suna

ab na been baja ab na been baja

Explore this song