Roman script
ab kisko sunaye gum ke fasane ab kisko sunaye gum ke fasane haye re zamane ab kisko sunaye gum ke fasane ab kisko sunaye gum ke fasane aankh me aasu lab par haye o aankh me aasu lab par haye ye hum unse lekar aaye dil ke afsane ab kisko sunaye gum ke fasane ab kisko sunaye gum ke fasane ulfat me rahat hai mushkil ulfat me rahat hai mushkil bat bat par dhunde hai dil rone ke bahane ab kisko sunaye gum ke fasane ab kisko sunaye gum ke fasane pyar me batao to koi kisi ne kabhi sukh paya hai pyar me batao to koi kisi ne kabhi sukh paya hai pyar me batao to koi kisi ko kabhi chain aaya hai bure hai zamane ab kisko sunaye gum ke fasane ab kisko sunaye gum ke fasane
Song details
- Singer: Geeta Dutt
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Khamosh Sipahi (1950)
- Composer: Hansraj Behl
- Lyricist: D N Madhok
- Actor: Sohan
- Actor: Nigar Sultana
- Actor: Gope
- Actor: David
Song video
singer: Geeta Dutt, Mohammed Rafi