Roman script

ab khushi hai, na koi gam rulaane wala

ab khushi hai, na koi gam rulaane wala

humne apna liya har, rang zamaane wala

ab khushi hai, na koi gam rulaane wala

usko rukhsat to kiya tha, mujhe malum na tha

usko rukhsat to kiya tha, mujhe malum na tha

saara ghar le gaya, ghar chhod ke jaane wala

saara ghar le gaya, ghar chhod ke jaane wala

ik musafir ke safar jaisi hai sabki duniya

ik musafir ke safar jaisi hai sabki duniya

koi jaldi mein, koi der se jaane wala

koi jaldi mein, koi der se jaane wala

ek bechehra si ummed hai, chehra chehra

ek bechehra si ummed hai, chehra chehra

jis taraf dekhiye aane ko hai aane wala

humne apna liya har, rang zamaane wala

ab khushi hai, na koi gam rulaane wala

Explore this song