Roman script
ab ke baras ye bahar phulon ke badle jhulon ke badale gulshan mai ,aayi hai leke tera pyar ab ke baras ye bahar phulon ke badle jhulon ke badle gulshan mai ,aayi hai leke tera pyar ab ke baras ye bahar ankhiyon ke aange ankhiyon ke peechhe dharti ke uper ,amber ke neeche kaliyan nhi kaliyan kaliyan nhi ye aashaye khilne lgi hai saajna ab ke baras ye bahar reet ke bin hai prem ki ratiyan madhur milan ki chhedon batiyan ankhiyan nhi ankhiyan ankhiyan nhi do aatmaye milne lgi hai pyar mai pyar mai ab ke baras ye bahar phulon ke badale jhulon ke badale gulshan mai , aayi hai leke tera pyar
Song details
- Singer: Manna Dey
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Sau Saal Baad (1966)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Feroz Khan
- Actor: Kumkum
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: Manmohan Krishan
- Actor: Sapru
Song video
singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar