Roman script

ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum

banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum

aaj ki raat ke ye chaar pahar sath chale

fir kabhi sath chale ya na chale kya maalum

ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum

banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum

paake bhi pa na sake khel ye kismat ka sahi

kho ke bhi kho na sakenge ye tumhe kya maalum

ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum

banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum

humne heere kob hi kaanch ka tukda samjha

apni kismar pe roye ya na roye kya maalum

ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum

banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum

Explore this song