Roman script

ab hamko bhula do kahte hai

kahte hai

kahte the kabhi jo bhulana na

bhulana na bhulana na 

wo apni najar se kahte hai

ghar dil me kisi ke banana na

bhulana na bhulana na

tu shad raho aabad raho

majburiyo ka ab jikar hi kya

majburiyo ka ab jikar hi kya

takdir hi bigdi jab apni

phir tumse kare shikwa kaisa

phir tumse kare shikwa kaisa

ho shadi mubarak tumko

meri barbadi ka gum khana na

bhulana na bhulana na

ab hamko bhula do kahte hai

kahte the kabhi jo bhulana na

jis roz mili thi tumse najar

aayenge ye din thi kisko khabar

wo geet khushi ke ha lab par

armano ka matam hai idhar

waha geet khushi ke hai

lab par armano ka matam hai

idhar aye dil tadapne de

wo ho gaya jo tha hona na

bhulana na bhulana na

ab hamko bhula do kahte hai

kahte the kabhi jo bhulana na

na varsha hogi phulo ki

phulo ki

ya ashko ki aankho se

lagi jhadi

ya ashko ki aankho se

lagi jhadi

mana ke umange

mana ke umange har lahza

ya dushman ja ek ghadi

ya dushman ja ek ek ghadi

aye dard sambhalne de samjha

aye hasrate dil tadpana na

bhulana na bhulana na

Explore this song