Roman script

ab chaand naa sharmaye ab chaand na sharmaye
wo mukhade wo mukhde se chaand naa sharmaye 
ab chaand na sharmaye
kajal bhare naino me kajal bhare naino me 
kisi ka dil na kho jaye haa
kisi ka dil na kho jaye 
ab chaand na sharmaye
mukhade se chaand na sharmaye
gaalo pe chhayi lali ke saawan hui matwari
gaalo pe chhayi lali ke saawan hui matwari
kisi karan zulm na ho jaye
kisi karan zulm na ho jaye
ab chaand na sharmaye
manmit se chhaya man hai mera 
manmit se chhaya man hai 
tan pe khila chaman hai
tan pe khila chaman hai
kaliyan phul me ho jaye
kaliyan phul me ho jaye
ab chaand naa sharmaye
mukhade se chaand na sharmaye
ab chaand na sharmaye

Song details

Song video

Watch on YouTube