Roman script

ab aur na kuch bhi yaad raha

ab aur na kuch bhi yaad raha

na apni jafa na teri wafa

dil pyar me aisa dub gaya

ab aur na kuch bhi yaad raha

na apni jafa na teri wafa

dil pyar me aisa dub gaya

ab aur na kuch bhi yaad raha

samne baitha bich chorahe najar na aaye

samne baitha bich chorahe najar na aaye

teri shikayat kon kare ja dekh li teri bhi ada

ab aur na kuch bhi yaad raha

na apni jafa na teri wafa

dil pyar me aisa dub gaya

ab aur na kuch bhi yaad raha

bol chupega aur kaha 

raat ke chitwan chand ka darpan

raat ke chitwan chand ka darpan

lahro ki dhadkan bol chupega kaha

har shay me sanam andaaz tera

ab aur na kuch bhi yaad raha

na apni jafa na teri wafa

dil pyar me aisa dub gaya

ab aur na kuch bhi yaad raha

mujhko tamanna koi nahi

teri mohabbat teri chahat meri daulat

teri mohabbat teri chahat meri daulat

mujhko tamanna koi nahi

dil tere siwa sab bhul gaya

ab aur na kuch bhi yaad raha

na apni jafa na teri wafa

dil pyar me aisa dub gaya

ab aur na kuch bhi yaad raha

Explore this song